Paperback
Unlock Lata’s magic: Play her 51 timeless songs on your instrument.

Lata ke 51 Geeton ki Sargam

$49.00
  • Paperback

    188 pages

  • Release Date

    9 June 2020

Check Delivery Options

Summary

Lata Mangeshkar ke geeton ka kaun deewaana nahin hai? Har vyakti har din Lata ji ke geeton ko dhoondh dhoondh kar sunta hai. Unke geeton mein jo madhurta, saadgi, mithas, shokhi, tarunaai aur swar goodhta ( swaron ki gahraai aur unchaai ) paayi jaati hai vo atulneey hai. ‘Lata ke 51 geeton ki sargam’ pustak ke pichhle sanskaran ki apaar safalta ke baad ye naya sanskaran prastut hai. Jo abhi tak is pustak ko nahin khareed paaye hain ve avashya ise khareedkar aanand paayeinge. Ismein laya taal ke saath swarlipi prastut ki gayi hai. Geet ke saath bajaayi jaane wali ek chord ka ullekh bhi kiya gaya hai. Sangeet ki prarambhik jaankaari rakhne vala vyakti aasaani se in geeton ko apne vaady par bajaa sakta hai aur unka aanand le sakta hai.

Book Details

ISBN-13:9781649191632
ISBN-10:1649191634
Author:Vinod Kumar
Publisher:Notion Press, Inc.
Imprint:Notion Press, Inc.
Format:Paperback
Number of Pages:188
Release Date:9 June 2020
Weight:259g
Dimensions:10mm x 152mm x 229mm
A-Format
B-Format
Lata ke 51 Geeton ki Sargam by Vinod Kumar - ISBN: 9781649191632
152 × 229 mm
C-Format
A4
mm / in

Returns

This item is eligible for free returns within 30 days of delivery. See our returns policy for further details.